Surti locho recipe (Gujarati Street food recipe)

Bahan Membuat Surti locho recipe (Gujarati Street food recipe)

  1. You need 250 gm of chana daal.
  2. You need 1 cup of poha (rice flakes).
  3. It's 3 tsp of oil.
  4. You need 2 tsp of ginger chilly paste.
  5. It's Pinch of hing.
  6. You need 1/4 of turmeric powder.
  7. Prepare 1/4 of black pepper powder (optional).
  8. You need 1/2 tsp of red chilly powder for sprinkle.
  9. It's 1/2 tsp of Salt as per taste.
  10. You need 1 sachet of eno powder.

Langkah Memasak Surti locho recipe (Gujarati Street food recipe)

  1. Chane ki daal lijiye usko soak.kijiye normal pani me 4-5 hr.
  2. Daal soak ho gayi he ab eski smooth paste banaye.
  3. Smooth paste redy he esme green chilly ginger paste add karein saagh me pinch hing or mixi me fir se smooth karle.
  4. Ye paste ready ho gayi he esko warm place pe 3-4 hr rakh dijiye thakkan lagake.
  5. Jab aapko Locha banana ho uske 10-15min pehle poha ke 2-3pani se wash karke xtra pani nikalake soak karne rakhe.
  6. Chana daal better ready he esme turmeric powder or 1tsp chilly ginger paste or swad anusar salt add karein Kar better ko achhe se mix karle.
  7. Ab Better me soak poha ki smooth paste banake add karna he.
  8. Ab stemer garam karne rakhde or last me eno ka sachet add karein or achhe se fette ek hi side se.
  9. Better ki thickness aisi honi chahiye like dhokale jesi.
  10. Ab steamer ki plate me ya jisme bhi aapko locha steam karne rakhana he usko.oil lagake greese karde or locha ka better add karle.
  11. Steamer me plate rakh de uper se red chilly powder or black paper powder add karein or 10-15min tak steam hone de.
  12. Steam ho gaya he ab plate ko bahar nikalde.
  13. Garma garam surti loche ke saath green chutney or pyas or kachhe aam ka salad tastee lagta he.
  14. Uper se aap oil thoda sa chidakde or red chilly powder To or tastee lagta he healthy & favorite breakfast surti ka ready he aap bhi banaye or enjoy karein.

Get Latest Recipe : HOME