Gujarati Handvo 3

Bahan Membuat Gujarati Handvo 3

  1. Prepare of Rice.
  2. Prepare of chana daal.
  3. Prepare of urad daal.
  4. Prepare of bottle gourd.
  5. Prepare of ginger.
  6. Prepare of sesame seed.
  7. You need of oil.
  8. It's of salt.
  9. You need of curry leaves.
  10. You need of mustard seeds.
  11. It's of asafoetida.
  12. You need of sugar.
  13. You need of chillies.
  14. It's of Baking soda.
  15. You need of dry red chillies.

Langkah Memasak Gujarati Handvo 3

  1. Rice or daal ko bhigyen 6 ghante tak. Now mixi mein dardara pees lein.Batter ko pees ne ke baad 6 ghanta fermentation ke liye rakhana hain uske baad hi banayen..
  2. Ab lauki Ko grate kar lein Mirchi, adrak ka paste bana lein..
  3. Ab rice ke ghol mein lauki or mirchi ka paste namak or oil dalein baking soda mix kar lein..
  4. Handava coocker me 3 teaspoon oil gàram kar lein..
  5. Musterd seed, curry patta, sukhi mirch or til dalein or is mein asafoetida dein..
  6. Ab Jo Jo batter banaya tha use pour karein handava coocker mein..
  7. Now handava coocker side par rakhein..
  8. Coocker ki jo dish hoti hain woh reti se bharke gas par rakhein..
  9. Ab uske uper coocker rakhein or lid bandh karke 5 minutes high flame per rakhein baad mein medium flame per 10 minute rakhein.
  10. Ges par adha ghanta last me slow gas par 1 and half ghanta rakhein beech mein check karein chappu ki dhar se agar chipakta hai to or thodi der tak rakhein..
  11. Ye Handva Gujarat ki bahot famous dish hai or ye jab ban jayega to ekdam cake Jaisa spongy per spicy banega..
  12. Hum ise butter milk ya chai or mango ki meethi chutney ke saath khate hain..

Get Latest Recipe : HOME